Skip to main content

BISP Program 2025 new updates

BISP Rs. 13500 Payment Aur Scholarship Checks Ki Taza Updates – 2025

Hukumat Pakistan ne BISP ke zariye gareeb aur mustahiq families ke liye Rs. 13,500 ki new payment aur scholarship checks jari karne ka faisla kiya hai. Agar aap 8171 par register hain, to aap eligibility check kar sakte hain aur taleemi wazaif ka bhi faida utha sakte hain.

Kon Log Eligible Hain?

  • Jo log BISP ya Ehsaas Program me registered hain
  • Ghareeb tabqay se taluq rakhte hain
  • Unke bachay school/college me taleem hasil kar rahe hain

Payment Aur Scholarship Ki Tafseel

Program Amount Status
BISP New Payment Rs. 13,500 Expected
Taleemi Scholarship Rs. 1,500 – Rs. 4,000 Ongoing

8171 Eligibility Check Ka Asaan Tarika

  1. 8171 web portal open karein
  2. Apna CNIC number enter karein
  3. Status check karen (Eligible ya Not Eligible)

Zaroori Hidayat

Agar aap ko abhi tak koi SMS ya update nahi mila, to aap qareebi BISP office ya helpline se rabta karein. Apni malomaat update rakhna zaroori hai taake payment aur scholarship me delay na ho.

FAQs – Aksar Pooche Gaye Sawalat

Q: Rs. 13,500 payment kab mile gi?
Ans: Official announcement abhi expected hai, lekin agle mahine tak shuru ho sakti hai.

Q: Scholarship kis level ke students ko milti hai?
Ans: Taleemi Wazaif primary, middle, aur intermediate level ke students ke liye hain.

Comments

Popular posts from this blog

PPSC Punjab Police Sub Inspector Jobs 2025 – Apply Online

  Punjab Public Service Commission ne announce kiya hy Punjab Police Sub Inspector Jobs 2025 . Ye moka hy male, female aur transgender candidates ke liye jo Punjab domicile rakhte hain. Online apply karne ki last date 02 October 2025 hy. 👉 Job Details Department: Punjab Police (via PPSC) Position: Sub Inspector (BS-14) Total Posts: 300+ (region wise quota) Gender: Male, Female, Transgender Domicile: Punjab Basis Qualification: Graduation (2nd Division) Age Limit: Male 20–25 yrs, Female 20–25 yrs Last Date: 02 October 2025 👉 Eligibility Criteria Candidate ko kam az kam Graduation pass hona chahiye aur physical standards fulfill karne honge: Height: Male 5'7" | Female 5'2" Chest (Male): 33" x 34½" Vision: 6/9 (with/without glasses) ✅ Apply Now – Official PPSC Website 📥 D...

Eid Milad-un-Nabi ï·º 2025 Holiday in Pakistan

Eid Milad-un-Nabi ﷺ 2025 Holiday in Pakistan 🌙 Eid Milad-un-Nabi ﷺ Mubarak! Hamari taraf se tamam Muslim ummah ko Eid Milad-un-Nabi ﷺ ki dil se mubarakbad. Yeh din hamare Pyare Nabi Muhammad Mustafa ﷺ ki paidaish ka din hai jo har saal 12 Rabi-ul-Awwal ko puri duniya mein shan o shaukat se manaya jata hai. 📅 Official Holiday Announcement in Pakistan Government of Pakistan ne 5 aur 6 September 2025 ko Eid Milad-un-Nabi ﷺ ke silsile mein public holiday announce kar diya hai. Is din tamam schools, colleges, offices aur banks band rahenge. Source: Official Holiday Announcement 📖 What is Rabi-ul-Awwal? Rabi-ul-Awwal Islamic Hijri calendar ka teesra mahina hai. Is mahine ki 12 tareekh ko Nabi Kareem ﷺ ki paidaish hui jo insaaniyat ke liye rehmat ban...

Pakistani Students verify Their Documents Online

Pakistani Students Can Now Verify Their Documents Online (2025) Good News! Ab Pakistani students apne Matric, Intermediate aur University Degrees ko online verify kar sakte hain. IBCC, FBISE aur HEC ne naye digital portals launch kiye hain jo aapko 24 ghante ke andar verification ki facility dete hain. 1. IBCC Online Verification (Matric & Inter) IBCC Customer Care Desk ke zariye aap apne Matric aur F.Sc certificates easily verify kar sakte ho. Step-by-Step Process (IBCC) IBCC portal par account banayein. Application form fill karein aur required documents (certificate scan + CNIC) upload karein. Fee generate karke online payment ya bank challan ke zariye pay karein. Application submit karein aur tracking ID save karein. Verification report within 24 hours mil jaati hai (QR code ke sath). IBCC Fee (2025): Normal: Rs. 400 per document Urge...