Skip to main content

About us

About Us 

                                Rozgar Point PK

Welcome to Rozgar Point PK – Aapka apna job search aur career guidance platform! Is blog ke founder aur content writer hain Engineer Mudassar Chand, jinhon ne ye platform banaya un tamam logon ke liye jo sahi waqt pe sahi job dhundhna chahte hain.

🎯 Hamara Mission

Rozgar Point PK ka maqsad hai ke Pakistan ke youth, students aur professionals ko updated aur verified jobs information provide ki jaye. Chahe aap Govt Jobs, Private Jobs, ya Gulf Jobs search kar rahe ho – yahan har kisi ke liye kuch na kuch hai.

🔎 Aap Ko Yahan Kya Milega?

  • ✅ Latest Government Jobs (FPSC, PPSC, NTS, Pak Army etc.)
  • ✅ Private aur Online Jobs Opportunities
  • ✅ Dubai, Saudi Arabia & Gulf Jobs
  • ✅ Apply karne ka complete tareeqa
  • ✅ Test Preparation: MCQs, Interview Tips, Past Papers

👨‍💻 Founder Ka Introduction

Main hoon Engineer Mudassar Chand – ek IT aur digital field ka passionate blogger. RozgarPointPK meri personal koshish hai jahan main har roz verified aur updated information post karta hoon taake aapka waqt aur effort dono bachein.

📞 Contact Karein

Agar aap kisi job post ke hawale se sawaal karna chahte hain ya apni job ad publish karwana chahte hain, to humse raabta karein:
📧 Email: rozgarpointpk@gmail.com
📱 WhatsApp: +92 327 7275545

🔐 Disclaimer

Rozgar Point PK kisi bhi recruitment agency ka hissa nahi hai. Hum sirf jobs information aur career updates provide karte hain. Har post ka source mention hota hai.

Shukriya Rozgar Point PK par aane ka. Hamesha naye updates ke liye visit karte rahiyega!

Comments

Popular posts from this blog

PPSC Punjab Police Sub Inspector Jobs 2025 – Apply Online

  Punjab Public Service Commission ne announce kiya hy Punjab Police Sub Inspector Jobs 2025 . Ye moka hy male, female aur transgender candidates ke liye jo Punjab domicile rakhte hain. Online apply karne ki last date 02 October 2025 hy. 👉 Job Details Department: Punjab Police (via PPSC) Position: Sub Inspector (BS-14) Total Posts: 300+ (region wise quota) Gender: Male, Female, Transgender Domicile: Punjab Basis Qualification: Graduation (2nd Division) Age Limit: Male 20–25 yrs, Female 20–25 yrs Last Date: 02 October 2025 👉 Eligibility Criteria Candidate ko kam az kam Graduation pass hona chahiye aur physical standards fulfill karne honge: Height: Male 5'7" | Female 5'2" Chest (Male): 33" x 34½" Vision: 6/9 (with/without glasses) ✅ Apply Now – Official PPSC Website 📥 D...

Eid Milad-un-Nabi ﷺ 2025 Holiday in Pakistan

Eid Milad-un-Nabi ﷺ 2025 Holiday in Pakistan 🌙 Eid Milad-un-Nabi ﷺ Mubarak! Hamari taraf se tamam Muslim ummah ko Eid Milad-un-Nabi ﷺ ki dil se mubarakbad. Yeh din hamare Pyare Nabi Muhammad Mustafa ﷺ ki paidaish ka din hai jo har saal 12 Rabi-ul-Awwal ko puri duniya mein shan o shaukat se manaya jata hai. 📅 Official Holiday Announcement in Pakistan Government of Pakistan ne 5 aur 6 September 2025 ko Eid Milad-un-Nabi ﷺ ke silsile mein public holiday announce kar diya hai. Is din tamam schools, colleges, offices aur banks band rahenge. Source: Official Holiday Announcement 📖 What is Rabi-ul-Awwal? Rabi-ul-Awwal Islamic Hijri calendar ka teesra mahina hai. Is mahine ki 12 tareekh ko Nabi Kareem ﷺ ki paidaish hui jo insaaniyat ke liye rehmat ban...

Pakistani Students verify Their Documents Online

Pakistani Students Can Now Verify Their Documents Online (2025) Good News! Ab Pakistani students apne Matric, Intermediate aur University Degrees ko online verify kar sakte hain. IBCC, FBISE aur HEC ne naye digital portals launch kiye hain jo aapko 24 ghante ke andar verification ki facility dete hain. 1. IBCC Online Verification (Matric & Inter) IBCC Customer Care Desk ke zariye aap apne Matric aur F.Sc certificates easily verify kar sakte ho. Step-by-Step Process (IBCC) IBCC portal par account banayein. Application form fill karein aur required documents (certificate scan + CNIC) upload karein. Fee generate karke online payment ya bank challan ke zariye pay karein. Application submit karein aur tracking ID save karein. Verification report within 24 hours mil jaati hai (QR code ke sath). IBCC Fee (2025): Normal: Rs. 400 per document Urge...